Lyrics Hindi Song Yaari Teri Yaari, Singer: Anurag Sharma,June Banerjee, Lyricist: Ankur Tewari, Music: Ankur Tewari. C tu mukaam hai main jariya hoon Haan baarish ki bundein hai tu Main dariya hoon Teri meri baato mein ek maza hai Teri meri yaari yeh haay Humase milake bhi tu Doosra humsa hai na koi Yaari teri yaari yaari teri yaari.
Yaari Teri Yaari Song Lyrics in Hindi
C tu mukaam hai main jariya hoon
Haan baarish ki bundein hai tu
Main dariya hoon
Teri meri baato mein ek maza hai
Teri meri yaari yeh haay
Humase milake bhi tu
Doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari yaari teri yaari
Tu din hai main tujh
Me ek lamaha hoon
O o o tu mujhame main
Tujh mein samaaya hoon
Teri meri baaton mein ek maza hai
Teri meri yaari yeh haay
Humase milake bhi tu
Doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari yaari teri yaari
Hamse hai khushiya
Hamase jamaana
Baatein kahega tumase
Dhoonde bahaana
Kadamo se mile kadam
Hota na rojaana
Hamaara yeh karvaan
Lekhega fasaana
Teri kurbat se main bana hoon
Tu kahaan hai main yaha hoon
Teri meri baaton mein ek maza hai
Teri meri baato mein ek maza hai
Teri meri yaari yeh haay
Humase milake bhi tu
Doosra humsa hai na koi
Yaari teri yaari yaari teri yaari.
Song | Yaari Teri Yaari |
---|---|
Cinema | Raat Gayi Baat Gayi? |
Singer(s) | Anurag Sharma, June Banerjee |
Lyricist(s) | Ankur Tewari |
Music(s) | Ankur Tewari |
Type | Cinema Song Lyrics |