Lyrics Hindi Song Taa Deem Tana Deem, Singer: Asha Bhosle, Lyricist: Shailendra (Shankardas Kesarilal), Music: Salil Chowdhury. Taa deem tana deem Taa deem deem deem Kah do koi bedardi se jake Kahta hai jo aaj ka mausam.
Taa Deem Tana Deem Song Lyrics in Hindi
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Teri ek najar mein tha kya asar
Tujhe kya pata tujhe kya khabar
Teri ek najar mein tha kya asar
Tujhe kya pata tujhe kya khabar
Jane kab se mere pyare sitamgar
Jane kab se mere pyare sitamgar
Sah raha hai dil tere sitam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chhin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Tu ye janke bhi anjan hai
Ke ye kis tarah ka tufan hai
Tu ye janke bhi anjan hai
Ke ye kis tarah ka tufan hai
Jane dunia sari jane ye mahfil
Jane dunia sari jane ye mahfil
Kispe kab se lut baithe
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Kah do koi bedardi se jake
Kahta hai jo aaj ka mausam
Taa deem tana deem
Taa deem deem deem
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani
Wai wai jindagi hai do dino ki
Pal chin ki jawani
Tu to na hoga teri rah jayegi kahani.
Song | Taa Deem Tana Deem |
---|---|
Cinema | Poonam Ki Raat |
Singer(s) | Asha Bhosle |
Lyricist(s) | Shailendra (Shankardas Kesarilal) |
Music(s) | Salil Chowdhury |
Type | Cinema Song Lyrics |