Lyrics Hindi Song Saahil Jo Dubo De, Singer: Mohammed Rafi, Lyricist: Amar N. Khanna, Music: Krishna Dayal. Saahil jo dubo de kashti ko Saahil jo dubo de kashti ko Saahil ki tamanna kaun kare Saahil jo dubo de kashti ko Aaram na ho jis manzil par Manzil ki tamanna kaun kare Saahil jo dubo de kashti ko.
Saahil Jo Dubo De Song Lyrics in Hindi
Saahil jo dubo de kashti ko
Saahil jo dubo de kashti ko
Saahil ki tamanna kaun kare
Saahil jo dubo de kashti ko
Aaram na ho jis manzil par
Manzil ki tamanna kaun kare
Saahil jo dubo de kashti ko
Jab dukh hi dukh ho duniya mein
Roto pe hans de mehfil mein
Duniya se mohabbat kisko ho
Mehfil ki tamanna kaun kare
Saahil jo dubo de kashti ko
Jab jaal bichha ho gulashan mein
Aur kante ulajhe daman mein
Us baag ki khwahish kaun kare
Us gul ki tamanna kaun kare
Saahil jo dubo de kashti ko
Ummeed miti dil tut gaya wo
Shama bujhi wo dil na raha
Tute huye dil se hansati huyi
Mehfil ki tamanna kaun kare
Saahil jo dubo de kashti ko
Saahil ki tamanna kaun kare
Saahil jo dubo de kashti ko.
Song | Saahil Jo Dubo De |
---|---|
Cinema | Banwra |
Singer(s) | Mohammed Rafi |
Lyricist(s) | Amar N. Khanna |
Music(s) | Krishna Dayal |
Type | Cinema Song Lyrics |