Lyrics Hindi Song Rasme Muhabbat Ki, Singer: Adnan Sami, Lyricist: Amina Israar, Music: Gunvantraaj. Rasme muhabbat ki Adaa na woh kar paaye Rasme muhabbat ki Adaa na woh kar paaye Bewafa kya hai wafaa Humm bewafa kya hai wafaa Ye bhi samajh na paaye Deewana bana ke humein woh sataye Deewana bana ke humein woh sataye Rasme muhabbat ki Adaa na woh kar paaye Rasme muhabbat ki Adaa na woh kar paaye.
Rasme Muhabbat Ki Song Lyrics in Hindi
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Bewafa kya hai wafaa
Humm bewafa kya hai wafaa
Ye bhi samajh na paaye
Deewana bana ke humein woh sataye
Deewana bana ke humein woh sataye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Tum meri dil ki dhadkan
Tum hi meri pehchaan thi
Tum meri rooh thi
Aur tum hi meri jaan thi
Tum meri dil ki dhadkan
Tum hi meri pehchaan thi
Tum meri rooh thi
Aur tum hi meri jaan thi
Bewafa kya hai wafaa
O bewafa kya hai wafaa
Ye bhi samajh na paaye
Deewana bana ke humein woh sataye
Deewana bana ke humein woh sataye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Kya hai hayaa kya hai wafaa
Chahat ka chalan hi chhod diya
Tumne hi meri umeedo ke taaj mahal tod diya
Kya hai hayaa kya hai wafaa
Chahat ka chalan hi chhod diya
Tumne hi meri umeedo ke taaj mahal tod diya
Bewafa kya hai wafaa
O bewafa kya hai wafaa
Ye bhi samajh na paaye
Deewana bana ke humein woh sataye
Deewana bana ke humein woh sataye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Rasme muhabbat ki
Adaa na woh kar paaye
Song | Rasme Muhabbat Ki |
---|---|
Cinema | An Unfold Fact Lateef |
Singer(s) | Adnan Sami |
Lyricist(s) | Amina Israar |
Music(s) | Gunvantraaj |
Type | Cinema Song Lyrics |