Lyrics Hindi Song Kitne Panchi Yaha, Singer: Kishore Kumar, Music: Bappi Lahiri. Kitne phool kitne ped Kitne panchi yaha Kaun kahta hai hum hai akele yaha Kitni mithi hai dhoon Lehro ki tu sun Kaun kahta hai hum hai akele yaha.
Kitne Panchi Yaha Song Lyrics in Hindi
Kitne phool kitne ped
Kitne panchi yaha
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Kitni mithi hai dhoon
Lehro ki tu sun
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Kitne phool kitne ped
Kitne panchi yaha
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Kitni mithi hai dhoon
Lehro ki tu sun
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Kitne phool kitne ped
Kitne panchi yaha
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Ek tinka tu ek tinka main
Aise banega ghar apna
Mili hai chat deewar hari
Rangeen hai jaise koi sapna
Kya hua chuna nahi itgara
Kitne phool kitne ped
Kitne panchi yaha
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Ek din subah tum dekhoge kya
Koi kashti kahi se aa jayegi
Are nani ke paas ha ha
Dadi ke paas
Wapis tumhe le jayegi
Are kya hua is bat pe
Ro pade tum yara
Kitne phool kitne ped
Kitne panchi yaha
Kaun kahta hai hum hai akele yaha
Kya ho gaya wo jo gaya
Kyun ho gaye yun tum udas
Hona tha jo wo ho gaya
Hum t yahi hai tumhare paas
Jaane do jo gaya wo phir aayega.
Song | Kitne Panchi Yaha |
---|---|
Cinema | Teri Bahon Mein |
Singer(s) | Kishore Kumar |
Music(s) | Bappi Lahiri |
Type | Cinema Song Lyrics |