Song Deewana Tere Naam Ka from Cinema Deewana Tere Naam Ka lyrics in Hindi

Hindi Song Lyrics Deewana Tere Naam Ka from Cinema Deewana Tere Naam Ka

Lyrics Hindi Song Deewana Tere Naam Ka, Singer: Shabbir Kumar, Lyricist: Anjaan, Music: Raamlaxman (Vijay Patil). Jabse maine tujhko dekha Tujhko chaha tujhko pooja Ab na bhaye koi duja Tujhe pukare dil mera Deewana tere naam ka Deewana tere naam ka Jabse maine tujhko dekha Tujhko chaha tujhko pooja Ab na bhaye koi duja Tujhe pukare dil mera Deewana tere naam ka Deewana tere naam ka.

Deewana Tere Naam Ka Song Lyrics in Hindi

Jabse maine tujhko dekha
Tujhko chaha tujhko pooja
Ab na bhaye koi duja
Tujhe pukare dil mera
Deewana tere naam ka
Deewana tere naam ka
Jabse maine tujhko dekha
Tujhko chaha tujhko pooja
Ab na bhaye koi duja
Tujhe pukare dil mera
Deewana tere naam ka
Deewana tere naam ka

Phoolo se ang wali
Sone ke rang wali
Teri ye kaya hain
Resham se bal wali
Nagin si chal wali
Dil tujhpe aaya hain
Hey phoolo se ang wali
Sone ke rang wali
Teri ye kaya hain
Resham se bal wali
Nagin si chal wali
Dil tujhpe aaya hain o reshma
Jabse maine tujhko dekha
Tujhko chaha tujhko pooja
Ab na bhaye koi duja
Tujhe pukare dil mera
Deewana tere naam ka
Deewana o tere naam ka

Karza jaisi rawani
Lekar teri jawani
Aise chali hain kaha
Mujhko tu sath le le
Aise na jaa le le
Dushman hain desh kaha
Karza jaisi rawani
Lekar teri jawani
Aise chali hai kaha
Mujhko tu sath le le
Aise na jaa le le
Dushman hain
Desh kaha o reshma
Jabse maine tujhko dekha
Tujhko chaha tujhko pooja
Ab na bhaye koi duja
Tujhe pukare dil mera
Deewana tere naam ka
Deewana tere naam ka

Zulfo ko chhedti hain
Anchal se khelti hain
Natkhat sarir hawa
Jo tujko dekhta hain
Wo tujko chhedta hain
Mujse hain kyu khafa
Julfo ko chhedti hain
Anchal se khelti hain
Natkhat sarir hawa
Jo tujko dekhta hain
Wo tujko chhedta hain
Mujse hain kyu khafao o reshma
Jabse maine tujhko dekha
Tujhko chaha tujhko pooja
Ab na bhaye koi duja
Tujhe pukare dil mera
Deewana tere naam ka
Deewana tere naam ka
Haye deewana tere naam ka
O deewana tere naam ka.

SongDeewana Tere Naam Ka
CinemaDeewana Tere Naam Ka
Singer(s)Shabbir Kumar
Lyricist(s)Anjaan
Music(s)Raamlaxman (Vijay Patil)
TypeCinema Song Lyrics
Next Song Lyrics

Previous Song Lyrics