Song Bulbula from Cinema Thoda Pyaar Thoda Magic lyrics in Hindi

Hindi Song Lyrics Bulbula from Cinema Thoda Pyaar Thoda Magic

Lyrics Hindi Song Bulbula, Singer: Shankar Mahadevan,Sunidhi Chauhan, Lyricist: Prasoon Joshi, Music: Ehsaan Noorani,Loy Mendonsa,Shankar Mahadevan. Uff wo khasmanu khani, karti rehti manmani.. Samjhe khud ko chaukrani, wohh...

Bulbula Song Lyrics in Hindi

Uff wo khasmanu khani, karti rehti manmani..
Samjhe khud ko chaukrani, wohh..

Dil se bilkul bachchi hai, muphat hai par sachchi hai,
Natkhat hai par achchi hai,
Wohh…
Leti pange wo sabse, bholi ban jaaye jhat se,
Baaz naa aaye aadat se,
Wohh..
Kuch bhi naa wo chupaye, dil mein jo hai dikhaye..
Bass ussi mein fass jaaye,
Wohh…

Main bulbula, kyu koi mujhko haath lagaye,
Ohoo..
Khula khula..aasmaan bhi dekho, mujhko bulaye,
Chidchidhi hai yeh zindagi..
Khushiyan jo mein lutau, hasna mein sikhau, chalo..

Bulbula bulbula, arey mein to bulbula,
Chuna naa mujhe, bass haule se bula,
Bulbula bulbula, arey mein to bulbula,
Chuna naa, naa mujhe, bass haule se bula..

Rituon ke ghugroo paon mein, thirak thirak phir kyu naa jau mein,
Hun masti ke gaon mein, machal machal phir kyu naa gau mein..
Iske bin raunak kahan, bujhi bujhi soyi soyi si hogi dhadkan,
Koso chahe tum isse, iske bina suna suna hoga gulshan..

Saaz hu, mujhe roke naa..
Shikwe sab mita le, sang gunguna le,
Gaale..heyyy yeaahhii…

Bulbula bulbula, arey mein to bulbula,
Chuna naa, naa mujhe, bass haule se bula,
Bulbula bulbula, arey mein to bulbula,
Chuna naa, naa mujhe, bass haule se bula
Hoohoo….

SongBulbula
CinemaThoda Pyaar Thoda Magic
Singer(s)Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan
Lyricist(s)Prasoon Joshi
Music(s)Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
TypeCinema Song Lyrics
Next Song Lyrics

Previous Song Lyrics